17 popular dialogues from Devdas | Shah Rukh Khan dialogues in Devdas

0
427

Shah Rukh Khan dialogues in Devdas | Famous Dialogues of Devdas

“Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai, hum toh peete hai ki yahan par baith sake, tumhe dekh sake, tumhe bardaasht kar sake.” Here are the 17 best dialogues from Devdas movie.

Devdas (2002) is a Hindi-language epic romantic drama film directed by Sanjay Leela Bhansali and produced by Bharat Shah. It stars Shah Rukh Khan, Aishwarya Rai, jackie shroff and Madhuri Dixit in lead roles. Movie is based on the 1917 Bengali novel of the same name by Sarat Chandra Chattopadhyay.

Shah Rukh Khan dialogues in Devdas

Quick Storyline: The film narrates the story of Devdas Mukherjee (Khan), a wealthy law graduate who returns from London to marry his childhood friend, whom he is in love with, but After his family prohibits Devdas from marrying him, Devdas’s life spirals downward as he takes up alcohol and a life of vice to alleviate the pain.

Shah Rukh Khan dialogues in Devdas

1. Babuji ne kaha gaon chhod do, sab ne kaha Paro ko chhod do, Paro ne kaha sharab chhod do, aaj tumne keh diya haweli chhod do, ek din aayega jab woh kahega, duniya hi chhod do.

2. Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai, hum toh peete hai ki yahan par baith sake, tumhe dekh sake, tumhe bardaasht kar sake.

3. Pyar ka karobaar toh bahut baar kiya hai, magar pyar sirf ek baar.

4. Ek baat hoti thi tab tum bahut yaad aati thi … (kab) … jab jab main saans leta tha tab tab.

5. Apne hisse ki zindagi toh hum jee chuke Chunni babu, ab toh bus dhadkano ka lihaaz karte hai… kya kahen yeh duniya waalo ko joh, aakhri saans par bhi aitraaz karte hai.

6. Kitni aasani se ginvah diya ki tumhe har pal meri yaad aati thi … lekin yeh nahi socha ki un palon mein beetta toh main hi tha … diya tum jalati thi … par jalta toh main hi tha.

7. Dil ke chaalon ko koi shayari kahe toh parwah nahi … takleef toh tab hoti hai jab koi wah wah wah karta hai.

8. Pyaar, aatma ki parchhai hai. Ishq, ishwar ki ibadat aur Mohabbat, zindagi ka maksad.

9. Itna Guroor Toh Chaand Ko Bhi Nahi Hai

Paro dialogue in devdas

10. Yun nazar ki baat ki aur dil chura gaye… hum toh samjhe they but, aap toh dhadkan suna gaye.

11. Dus saal pehle tumhare naam ka diya jalaya tha maine. aur usse aaj tak bhujne nahin diya

12. Har dukh aane waale sukh ki chitthi hoti hai… aur har nuksaan hone waale fayde ka ishara.

Chunni babu devdas dialogue

13. Jahan ‘kh’ se khush hokar jeena chahiye wahan ‘kh’ se itne khamosh baithe ho, arre ‘kh’ se itne khoye khoye ho, ki pata hi nahi chalta ki aap ghar pe ho.

14. D se dil bhi hota hai D se dard bhi in dono ka rishta bahut gehraa hota hai bondhu.

15. Chalo phir dhund laye hum ussi masoom bachpan ko, Jahan sapna sajaya tha, jaha bachapan bitaya tha, jaha pedo ke saye me gharonda ek banaya tha.

Madhuri Dixit dialogue in davdas

16. Aurat maa hoti hai, behen hoti hai, patni hoti hai, dost hoti hai… aur jab woh kuch nahi hoti, toh tawaif hoti hai

17. Jiss waqt tumhare saath hoti hoon, Us waqt badnaami ka bhi darr nahi lagta

Click here to watch Devdas on Jio Cinema

If you found more Shah Rukh Khan dialogues in Devdas., then please comment below down. We try to update it within an hour.

Also Read:

12 best dialogues from Good Luck Jerry

Famous comedy dialogues of Raju Srivastav

Ek Villain Returns movie dialogues

Which is the Shah Rukh Khan dialogues in Devdas?

“Babuji ne kaha gaon chhod do, sab ne kaha Paro ko chhod do, Paro ne kaha sharab chhod do, aaj tumne keh diya haweli chhod do, ek din aayega jab woh kahega, duniya hi chhod do.” Here are the Shah Rukh Khan dialogues in Devdas.

Aishwarya Rai best dialogues in Devdas?

“Dus saal pehle tumhare naam ka diya jalaya tha maine. aur usse aaj tak bhujne nahin diya.” Read more about Aishwarya Rai best dialogues in Devdas.

jackie shroff Best dialogues in Devdas?

“Jahan ‘kh’ se khush hokar jeena chahiye wahan ‘kh’ se itne khamosh baithe ho, arre ‘kh’ se itne khoye khoye ho, ki pata hi nahi chalta ki aap ghar pe ho.” Here are the jackie shroff Best dialogues in Devdas.

Madhuri Dixit Best dialogues in Devdas?

“Aurat maa hoti hai, behen hoti hai, patni hoti hai, dost hoti hai… aur jab woh kuch nahi hoti, toh tawaif hoti hai.” Here are the Madhuri Dixit Best dialogues in Devdas.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here